Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBadal (1951)
HomeBadal (1951)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj maane aaj maane naa mora jiyaa thumak thumak naache saawan ka mausam suhaana dekho aaye dekho aaye umang bhare rang bhare baadal laaye khushi kaa khajaana unka aana hua ghum ka jaana hua unka aana hua ghum ka jaana hua kaisi baanki nazar dil nishaana hua dil nishaana hua aaj maane aaj maane naa mora jiyaa thumak thumak naache saawan ka mausam suhaana dekho aaye dekho aaye umang bhare rang bhare baadal laaye khushi kaa khajaana main yahaan hoon magar dil tere paas hai main yahaan hoon magar dil tere paas hai tu ho chaahe jahaan tu mere paas hai tu ho chaahe jahaan tu mere paas hai aaj maane aaj maane naa mora jiyaa thumak thumak naache saawan ka mausam suhaana dekho aaye dekho aaye umang bhare rang bhare baadal laaye khushi kaa khajaana mere armaan ye ab nahin maante mere armaan ye ab nahin maante main hoon unki magar wo nahin jaante wo nahin jaante aaj maane aaj maane naa mora jiyaa thumak thumak naache saawan ka mausam suhaana dekho aaye dekho aaye umang bhare
duniyaa badal rahi hai aansoo bahaane waale aansoo bahaane waale tufaan aansoonon ka palkon mein ab chhupaa le aansoo bahaane waale dil mera tujhse bole aansoon bana le shole dil mera tujhse bole aansoon bana le shole ummeed ki kiran se ye dil kaa daag dho le inn ghum ki aandhiyon mein mann ke diye jala le aansoo bahaane waale tufaan aansoonon ka palkon mein ab chhupaa le aansoo bahaane waale ab door kar andhera chamkega phir savera ab door kar andhera chamkega phir savera tujhse nazar mila kar bhar aaya dil bhi mera ujdi jawaaniyon se bigdi ko tu bana le aansoo bahaane waale tufaan aansoonon ka palkon mein ab chhupaa le aansoo bahaane waale tu bhi to ab badal jaa ye waqt hai sambhal jaa tu bhi to ab badal jaa ye waqt hai sambhal jaa rokega kaun tujhko ek teer ban ke chal jaa main dil ka saaz chhedun tu sukh ke geet gaa le aansoo bahaane waale tufaan aansoonon ka palkon mein ab chhupaa le aansoo bahaane waale
oooo anmol pyaar bin mol bike oooo anmol pyaar bin mol bike iss duniyaa ke baazar mein iss duniyaa ke baazar mein oooooo insaan aur imaan bike oooooo insaan aur imaan bike iss duniyaa ke baazar mein iss duniyaa ke baazar mein oooo anmol pyaar bin mol bike khilte hi iss phoolwari mein pyaar ki kaliyaan jal jaati hain pyaar ki kaliyaan jal jaati hain dil ki dil mein reh jaati hai chaandani raaten dhal jaati hain chaandani raaten dhal jaati hain kitne hi sansaar ujad jaate hain iss sansaar mein kitne hi sansaar ujad jaate hain iss sansaar mein iss duniyaa ke baazar mein oooo anmol pyaar bin mol bike din ke ujaale mein bhi koi humko loot ke chal deta hai humko loot ke chal deta hai pyaar bhara armaan bhara ye dil pairon se kuchal deta hai dil pairon se kuchal deta hai chaman humari ummeedon ke sookhe bhari bahaar mein chaman humari ummeedon ke sookhe bhari bahaar mein iss duniyaa ke baazar mein oooo anmol pyaar bin mol bike dhan daulat ke dhoodh pe humne paap ke saanp
aye dil na mujhse chhupa sach bata kya hua jaane bhi do dilruba jo hua so hua aye dil na mujhse chhupa sach bata kya hua jaane bhi do dilruba jo hua so hua taare gine raat bhar jaane kab yaad mein so gayi wo khaab tha mad bhara jis mein behosh main kho gayi koi neend mein humse rooth ke humko loot ke chal diya koi neend mein humse rooth ke humko loot ke chal diya jaane bhi do dilruba jo hua so hua aye dil na mujhse chhupa sach bata kya hua khidki na chhodo khuli pyaar ke chor hain taak mein itnon ki chori huyi mad bhari chandani raat mein aise marz ki dil ke dard ki dil ka dard hi hai dawa aise marz ki dil ke dard ki dil ka dard hi hai dawa aye dil na mujhse chhupa sach bata kya hua jaane bhi do dilruba jo hua so hua baatein banao na ji raaz to aapke khul gaye aankhein churaao na ji nain se nain to mil gaye kya burra hua dil machal gaya ghar badal gaya aapka kya burra hua dil machal gaya ghar badal gaya aapka jaane bhi do dilruba jo hua so hua aye dil na mujhse
hooooo hooooo hoooooo hoooo hoooo hooooo hooooo hoooooo hooooo hooooo hoooooo hooooo hooooo hooooo hoooooo hooooo hooooo do din ke liye mehmaan yahaan maaloom nahin manzil hai kahaan armaan bhara dil to hai magar jo dil se mile wo dil hai kahaan ik phool jala ik phool khila kuchh apna luta kuchh unko mila ik phool jala ik phool khila kuchh apna luta kuchh unko mila kaise karen kismat se gila hum kaise karen kismat se gila rangeen har ik mehfil hai kahaan do din ke liye mehmaan yahaan maaloom nahin manzil hai kahaan duniyaan mein savera hone laga duniyaan mein savera hone laga iss dil mein andhera hone laga har zakham sisak ke rone laga har zakham sisak ke rone laga kis munh se kahe qaatil hai kahaan do din ke liye mehmaan yahaan maaloom nahin manzil hai kahaan jalta hai jigar uthta hai dhuwaan aankhon se meri aansoon hain rawaan jalta hai jigar uthta hai dhuwaan aankhon se meri aansoon hain rawaan marne se ho jaaye aasaan jo marne se ho jaaye aasaan aisi ye meri
main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon ye mast ghata meri chaadar hai ye dharti mera bistar hai ye mast ghata meri chaadar hai ye dharti mera bistar hai main raat mein din kaa ujaala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon ye bijli raah dikhaati hai manzil pe mujhe pahunchaati hai ye bijli raah dikhaati hai manzil pe mujhe pahunchaati hai main toofanon kaa paala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon main machloon to ek aag bhi hoon main machloon to ek aag bhi hoon main jhoomoon to ek raag bhi hoon main jhoomoon to ek raag bhi hoon duniyaa se door niraala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon
khushi to qaid mein hai ye koi jeena bhi jeena hai are zaalim zamaane tune dil ka chain chheena hai rota hai mera dil kiss ko pukaarun kya karun jeena bhi hai mushqil kiss ko pukaarun kya karun kiss ko pukaarun kya karun kya karun kya karun rota hai mera dil kiss ko pukaarun kya karun taqdeer ne mujhko loot liya aur aas kaa sooraj doob gaya aur aas kaa sooraj doob gaya taqdeer ne mujhko loot liya aur aas kaa sooraj doob gaya aur aas kaa sooraj doob gaya ye ghum ki ghataayen aisi uthi ummeed pe paani pher diya ummeed pe paani pher diya ab door huyi manzil kiss ko pukaarun kya karun ye phool khushi ke kaante hain hum chupke chupke rote hain chupke chupke rote hain aye maut gawaahi dena tu hum pyaar pe qurbaan hote hain hum pyaar pe qurbaan hote hain duniyaa hai badi qaatil kiss ko pukaarun kya karun kiss ko pukaarun kya karun kya karun kya karun rota hai mera dil kiss ko pukaarun kya karun mar jaaye to itna kar dena do aansoon aa ke chadha dena do aansoon aa ke
unse pyaar ho gaya unse pyaar ho gaya dil mera kho gaya dil unka kho gaya dil dil se mil gaya unse pyaar ho gaya unse pyaar ho gaya dil mera kho gaya dil unka kho gaya dil dil se mil gaya unse pyaar ho gaya dard mitaye tune teer chubha ke dard mitaye tune teer chubha ke aag bhujaayi ek aag laga ke aag bhujaayi ek aag laga ke unse pyaar ho gaya unse pyaar ho gaya dil mera kho gaya dil unka kho gaya dil dil se mil gaya unse pyaar ho gaya nainon se nain mile badle zamaane nainon se nain mile badle zamaane samjhe samjhane waale aur naa jaane samjhe samjhane waale aur naa jaane aur naa jaane koi aur naa jaane aur naa jaane koi aur naa jaane unse pyaar ho gaya unse pyaar ho gaya dil mera kho gaya dil unka kho gaya dil dil se mil gaya unse pyaar ho gaya ulfat ki dekho kaisi ajab kahaani ulfat ki dekho kaisi ajab kahaani aaye naa baadal phir bhi barsa hai paani aaye naa baadal phir bhi barsa hai paani unse pyaar ho gaya unse pyaar ho gaya dil mera kho gaya dil unka kho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Maane Naa Mora Jiyaa Badal (1951) 04:05 12791
 
Poster of Badal (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Poornima
Duration : 04:05   Song Number : 12791   

Aansoo Bahane Waale Badal (1951) 03:49 12788
 
Poster of Badal (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Poornima
Duration : 03:49   Song Number : 12788   

Anmol Pyaar Bin Mol Bike Badal (1951) 03:59 12787
 
Poster of Badal (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Poornima
Duration : 03:59   Song Number : 12787   

Aye Dil Na Mujhse Badal (1951) 04:26 12786
 
Poster of Badal (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Prem Nath
Duration : 04:26   Song Number : 12786   

Do Din Ke Liye Mehmaan Badal (1951) 03:59 12785
 
Poster of Badal (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:59   Song Number : 12785   

Main Raahi Bhatakne Waala Badal (1951) 04:32 12790
 
Poster of Badal (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Prem Nath
Duration : 04:32   Song Number : 12790   

Rota Hai Mera Dil Badal (1951) 04:00 12253
 
Poster of Badal (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 04:00   Song Number : 12253   

Unse Pyaar Ho Gaya Badal (1951) 02:53 12789
 
Poster of Badal (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 02:53   Song Number : 12789